Raksha Bandhan with varun
Yah stroy samastipur ki hai jaha varun naam ka ladhka rahata apni maa ke sath aur uski maa ek factory me kaam karti thi bus uska ghar bahut chota sa tha wah wahi najdiki school me padhai karta tha varun abhi bhaut chota tha . Par sab kuch janta tha kyo ki us halat me rhata tha uski maa kaam karti thi ushe apna dudh pilne ka Time milta tha wah wahi factory ke awaz aur ushi ke pathro se dekh kar khus ho jata tha . Varun apna har kaam itna acha karta tha ki ushe kisi ki jarurat nhi padti thi bus fir kya kuch din bita fir ek din wah school ja paucha fir class me Gaya to dekha sab kuch hath se bana rahe the par varun ko uske bare me nhi pata tha uska dost simpi ne batya ki kal rakhi hai to par yah janane se pahle maidam ji aa gayi class hui aur fir maidam ne kaha ki kal sab Rakhi bana ke laye ge unko ek gift mile ga. Varun ko nhi pata Rakhi kya hoti hai wo to chule ka rakhi janta tha wah khus ho kar nikal pada kha kal mai rakhi le jauga mujhe gift mileg. Fir agale din wah rakhi le kar nikal padha wah class me paucha Deka sab kagaj se kuch bana ke laye hai . Aur koi chamikla saja kar laye hai .wah yah sab dekh kar haas padha ki maidam ji rakhi lane ke liye khai to ye sab kya bana ke laye ha. Ushe laga rah tha ki wahi sab se acha rakhi le kar Aya tha . Maidam ji class me ayi fir sab ko apna gift jama karne ke liye kahi fir Varun ki bari ayi wah kuch fate se bag me se ek palstic ki polithin jisme rakhi thi ye sab dekh kar sab haas padhe sab khub Haas padhe aur khub sab majak udaye fir kya varun ye sab samjhta ki uski akhon se aashu ki ek boond niche gira wah dekhte rone laga . Ushe lga ki mai akela hu meri behan honi chahiye thi aur jo mujhe rakhi bhade aur mujhe khub pyar kare aur Rakhi ka matlab wah ushi din samjh gaya ki jab uska sab majak udaya tha . Varun ko maidam ne khub pyar se kha ki beta tumhari koi bhan nhi hai isliye tumko nhi pata ki rakhi kya hoti hai kal raksha Bandhan ka tewahar(festival) bhi tha ghar me kuch khane ka bhi nhi tha ye sab varun ko dekh kar maa boli mere pass kuch paise hai Jaa rakhi lekar aa aur bagl kisi se bhanwa le ye sab varun ko ajib to lag raha tha par wah gaya dukan se rakhi lekar Aya par ush garib ko kon rakhi bhadne ga wahi soch kar wah dar Raha tha aur uske pass ache kapde nhi the aur paise bhi nhi the ki wah kisi ko de sake jo ushe rakhi bhadh de. Varun yahi sochte aa raha tha par raste me ek ladki mili jo ek kuda bine ka kaam karti thi usko dekh lag raha tha ki aaj tewahr hai wah kuda bin kar jaygi aur apne bhaiyo ko rakhi bhade gi par aisa kuch nhi tha usaka ush duniya me uske papa ke alwa koi nhi tha .bus fir kya Varun socha ki mai ishe hi Rakhi bhdawa leta hu .aur ishe apna gift de deta hu varun sochta hi paucha to. Wah varun ko gale se laga li aur rone lagi varun kuch samjh nhi pa Raha tha par wah varun ko kaise janti hai aur aaj wah ish din hi ushe kyu mili .... ......... Hapy Rakha bhadhan

.jpeg)
.jpeg)

.jpeg)
.jpeg)
.jpeg)

.jpeg)
.jpeg)